badal ko nahi pata hota hai ki kaha barasna hai...
sayad is liye kabhi baad and kahi sukha pad jaaata hai...
taaro ko nahi pata hota hai ki kaha chamakna hai...
tabhi to kahi khub ujala kabhi ganghor andhera chaa jaata hai... !!
different yet connected:
bin patey ke chitti bhi sandesh pahuchaaye to pahuchaaye kaise...
sochte hai ki bin kaaran kein koi muskuraaye to muskuraaye kaise...!!
kahne aur karne ke fark ko mitaaye to mitaaye kaise.... .
sach pe se jooth ka parda uthaaye to uthaaye kaise.... !!!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
matar ke daane
matar ke daane..... nanhe gol gol se... hare, piley, niley se.... matar ke daane.... chil chil kar chilke se.... bhar rahe t...


-
Kahte hai jiski kismat mein jo likha hota hai wo milke rehta hai... phir apne haq ke liye itna ladna kyu padta hai.... phir bhi dusre ka ...
-
aksar log badi badi baatein kiya karte hai... jindagi bhar sapno me khayalo ko buna karte hai... lambi lambi deenge haka karte hai...
-
bachpan ke dost ke sath ghar ke galiyaaro mein... hum khub ankh michauli khela karte the.... ghanto gappiaya karte the..... chat par pata...

No comments:
Post a Comment