bandh na jayu kisi pinjre me panchi ki tarah.....
kya karoo mujhe ye gagan sameer bulate hai....
par naa jaane kyu ye thakaan rulate hai .....
jee toh chahta hai chooo loo asmaan....
aksar ped par lade phal mujhe lalchate hai ....
man me chanchalta aur vyakulta badate hai....
par un armaano ka kya jinhe sanjoye itne hai....
kisi mahal ke shandaar nakasshi se thode hi kam hai ....
udna chahta hun main mast panchi ki tarah......
na koi bandish...... naa koi apsana .... na ho mere lautne ka tikhana .......
dreams always inspire you ..... motivates you to move towards the path of success.............
3 comments:
बहुत सुंदर भाव युक्त कविता
sanjay ji....
dhanyawad....
sabdo ke jadugar toh aaap hai... hum toh uhi hi aap logo se prerit ho likh dete hai ....
padne ke liye bahut sukriya..
Jai ho...
Post a Comment