Wednesday, January 24, 2007

aaj ka kaam kal par

aaaj ka kaam kal par talna kitna asaan lagta hai naa....jara sa bhi der nahi lagta...par yeh kaam talne ki gatividhi kitni nuksandayak hai...iske baare me koi chintan nahi karta...akhir phizul ki baatein sochane ke liye waqt kahan hai logo ke paas.....


vidyarthi ye sochte hai ki itni bhi kya jaldi hai...saal bhar pad ke kya hoga....ant mein exams time me samay ki kami khalagti hai...

Time is a chariot which has no reverse gears...hume apni gati isi ke hisaab se banaye rakhna hoga...warna hum piche rah jayenge........

aj ka kaam kal par dene se kal ka kaam prabhavit hoga....
samay bahut hi mahatva purna hai...not to be wasted......

No comments:

Ek Shaam

 Ek dhalti shaam ko kya uhi beet Jaaney du..  ya bhaag kar Roku usey aur naa jaaney du..  ya rok kar toku usey aur behla dun..  Kya shaam ko...