azzzaadi hame chahiye apne liye...........isliye nahi ki apni manmani chala sake par isliye ki apni takat ka sahi gungan karwa sake......apne miya mithu banne ki bhi aadat nahin,par pana kiya dhara ka shara ka shara shreya koi aur le jayega,,,,toh isse badkar nainsafi aur kya hogi......apna kiya par punya hume milega nahin par saara paap humare sir mathe par.........
jyadatar log chupchap bathkar tamasha dekhte hai,,,,,par kuch log age badkar kuch kahne ki koshish karte hai toh isme kya harz hai..........unhe chup karane wale hum kaun hote hai.........saath nahi de sakte toh apni marzi hai but aisa gar sa bartav kahan sobha deta hai.........
akhir kab tak............chale ka ye silsila ladai ka jisme aneko jaaan nahi jati but log khutkhut ke marte hai........aaaj us din ke intezaar mein jite hai jise kisi ne sapno mein sanjoya hai......lekhak ke likhavat bhale hi dhumil ho jaye par lago ko uski baate samajh mein aa jaye toh isse badi baat kya hogi....
hasi ek aisi takat hai joh hur kamjor nasal main jaan ke naye biz ankutrit kar deti hai......aneeek baar maine logo ko nisphikar haste dekha hai......bacho ko khelte dekhs hai.......khelne mein magan bache sab kuch bhul jate hai....isi duniya mein gum ho jaate hai.......
mera maqsad hai ki log aaaraam se rahe ,,,masti mein jiye kyunki jindagi mein apne tension ki kami nahin aur apne se bulava dene ka kya hai.....
gum ko chipakar nahi bhulakar jiyo......diwali mein diye jalakar jiyo..............apne or kushia itni bhar lo ki humesha muskurakar jiyo...........
takat bahut hain in bazuo mein,,,,himmat bahut hai in saanson mein,,,kar hausla buland chal manjil nikat hai,,,,,jiyo aur jine de.....
Friday, September 08, 2006
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Ek Shaam
Ek dhalti shaam ko kya uhi beet Jaaney du.. ya bhaag kar Roku usey aur naa jaaney du.. ya rok kar toku usey aur behla dun.. Kya shaam ko...
-
it all happened in 2004 when i landed up in a place called poddar chhatra niwas ... a name which will become so much a part of my history...
-
samay ki najakat ko samajh mere man plz mujhse khel na kar.... mana chanchal hai tu maja lene se baaj naa ayega.... pyar se samjhaya lakh tu...
-
tinke tinke bator kar banaati hai ghosla.... pal mein uda deti hai hawa ke jhokha.... adbhut hai phir bhi inka hausla...
No comments:
Post a Comment